Google ब्लॉग से पैसे कैसे कमाए | BY- #Mahakaal_Creator_Presents


Google ब्लॉग से पैसे कैसे कमाए BY- #Mahakaal_Creator_Presents


Aaj ki post Google Blog Sey Paisa Kaise Kamaye is topic par hai agar aap ek naye blogger hai ya abhi blogging suru krne key baare me soch rhe hain toh aap shi article padh rhe hain yha aapko sari information milegi.

Kyuki aaj key time me 90% log blogging paise kamane key liye krte hain iss wajah se bhi pehle unke liye ye janna bahut hi jroori hoti hai ki blogging kr key paise kaise kamaye ya blogging sey kitna paise kmaya jaa skta hai.

Ek blog sey paisa kmane key 15+ trike hain lekin blogging kaam key jarriye aap 25+ triko sey paise kmaa skte hain jiske liye aap khud ka blog bna skte hain or ussa earn kr skte hn.

Lekin ye kaam itna asaan nhi hai jisme time key sath sath mehnat bhi lgti hai aysa nhi hai ki aaj aapne blogging suru kiya or kal sey earning suru ho gyi lekin ek baat ye bhi sach hai ki blogging sey paisa bahut kma skte hn.

In Baato Ka khayal Jroor Rakhe

Blog likhne jo naye naye log aate hain wo kya krte hain dusre ka blog copy kr key paste krne lgte hain aapko ye janna bahut hi jayda jroori hai ki copy kiya hua post google approval nhi deta hai aur aapka sara mehnat bekar ho jaata hai iss baat ko dhyan jroor de.

Bahut saare log ka ek hi question hota hai

Bahut saare log sirf ek hi chiz search krte hain google blog sey paisa kaisey kmaye toh jaan lo iska jwab bilkul aasan hai aap article likho jaisey bachpan me teacher nibandh likhne bolte the cow par ya environment par toh same waise hi topic heading tittle h1 h2 h3 h4 deke aap apna blog likh skte ho.

Blogging akhir hota kya hai ?

Blog ek trah ka website hi hota hai jispar har roj nayi nayi jankari google ko di jaati hai jaisey aap abhi ye post padh rhe hain ki akhir blogging sey paisa kaisey kmaye yhi blog hai.

Muje lgta hai blogging kya hai iske liye itna jankari paryapt nhi hai chliye aur jantey hain blogging key baare me.

Blogging ek aisa process hai jisme aap kisi website ya blog par content create aur publish karte hai. Isme aap apne vichar, sujhav aur anubhav dusro ke sath share kar sakte hai. Agar aapke blog par accha traffic aata hai to aap usse paise bhi kama sakte hai.

Blogging ek bahut accha tarika hai apne vichaar aur sujhav dusro ke sath share karne ka. Isse aap apne readers ke sath ek accha rishta bana sakte hai. Aap apne blog par kisi bhi topic par likh sakte hai, jaise ki khana, yatra, fashion, rajneeti, aur bhi bahut kuch. Iske alawa, agar aapke blog par accha traffic hai to aap usse paise bhi kama sakte hai.

blogging ek bahut accha tarika hai apne vichaar aur sujhav dusro ke sath share karne ka. Isse aap apne readers ke sath ek accha rishta bana sakte hai. Aap apne blog par kisi bhi topic par likh sakte hai, jaise ki khana, yatra, fashion, rajneeti, aur bhi bahut kuch. Iske alawa, agar aapke blog par accha traffic hai to aap usse paise bhi kama sakte hai.

Toh dosto kaisa lga mera blog muje comment me jroor btaye.

Thanks 4 Watching..

2 comments:

Thanks..